Ads by HostGator

Showing posts with label sad sms. Show all posts
Showing posts with label sad sms. Show all posts

Tuesday, 7 July 2015

रात भर जलता रहा ये दिल उसकी याद में,

रात भर जलता रहा ये दिल उसकी याद में,
समझ नही आता दर्द प्यार करने से होता है,
या याद करने से ...

Saturday, 20 June 2015

Itna toota hon k chonay se bikher jaon ga

Itna toota hon k chonay se bikher jaon ga


Ab agar aur azmao gay to mar jaon ga''


Phool reh jain gay faqat guldanoon ki nazar''


Main to khushbo hoon hawaoon main bikher jaon ga''


Eik aarzi musafar hon main teri kashti main.''


Tu jahan muj se kahay ga main uter jaon ga''


Hath pukro gay to saya ban k sath rahon ga.''




Hath choro ge to hamesha k liye bicher jaon ga.''






Judai Aapki Rulati Rahegi,

Judai Aapki Rulati Rahegi, Yaad
Aapki Aati Rehegi, Pal
Pal Jan Jati Rahegi, Jab
Tak Jism Mein Hai Jaan
Har Saans Dosti Nibhati Rahegi.

Friday, 19 June 2015

you cant do anything except

The worst pain in life is when you see
Your life being spoiled by the one you trust the most.
and

standing quiet and asking yourself that
is it the gift of trusting someone or
is it what i deserve?

Monday, 15 June 2015

POOCHA K ROOH NIKALTI HAI JISM SE KIS TARHA???

POOCHA K ROOH NIKALTI HAI JISM SE KIS TARHA???
HAATH USNE HAATHON SE CHURA KAR DIKHA DIYA,
POOCHHA HAR TARAF YEH KHIZAAN SI KIYA LAGTI HAI???
MEHFIL SE USNE KHUD KO UTHA KAR DIKHA DIYA,
POOCHA K EK DIYA JO HAWA SE NA BUJH SAKA???
DIYA US NE WAFA KA BUJHA KAR DIKHA DIYA,
POOCHA K AAKHIR YEH HASAD HAI KIYA CHEEZ???

US NE KISI AUR KO APNA BANA KAR DIKHA DIYA...

Who Said Water Helps In Putting Off Fire?

Who Said Water Helps In Putting Off Fire? 
If So... Then Why Don't Tears Heal The Burn In 0ne's Heart?

Never Underestimate

Never Underestimate The Pain Of A Person Because Everyone Is Struggling Through It. It's Just, Some People Hide It Better Than Others..." ♥♥

Aaj Phir Kisi Ne Pucha K Tera Hasta Hua Chehra Udas Q Hai?

Aaj Phir Kisi Ne Pucha K Tera Hasta Hua Chehra Udas Q Hai?
Barasti Aankhon Mein Piyas Q Hai?
Jiski Nazron Mein Tu Kuch B Nahin!
Wo Tere Liye Itna Khas Q Hai?

Lut raha hai mairay khawabon ka mehaal

Lut raha hai mairay khawabon ka mehaal aur main khamosh hun Bun rhi hai teri yad qatiil aur main khamosh hu. Jo kuch tha mairay pas wo sub kuch to lut chuka abbb,....

Haar sapnaa sacha nahi hota

Haar sapnaa sacha nahi hota,
hur phool gale ka har nahi hota,
Yu to zindagi mein hazaron milte hain,
Par hur kisisi pyar nahi hota

Aasoon Key Chalney Ke Aawaz Nahe Hote

Aasoon Key Chalney Ke Aawaz Nahe Hote,
       Dil Ke Totney Ke Aahat Nahe Hote,
       Aghar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas,
       Tou Usey Dard Denay Ki Aadat Nahe Hote!

Sunday, 7 June 2015

What is BREAKUP .

What is BREAKUP ... ? 




.... 




Breakup 
Is Like The Worst 
Nightmare 
After Having The Best 
Dream ... 

I Will Wait ..

I Will Wait ..

Till The Day
"I" Can Forget "You" ..

Or

The Day
You Realize

"You" Cannot Forget "Me" ..

A man may or may not be happy

A man may or may not be happy when he win's one's mind.
But he must be happy when win's one's trust.
Trust is the zenith of all relation.

you are wrong and someone is right



"COMPROMISING" doesn't mean that
you are wrong and someone is right,
it only means that
you value your "RELATIONSHIP"
much more then your "EGO"

Yehi Wada Lia Tha Na Hamesha Khush Rehne Ka To Dekho

Yehi Wada Lia Tha Na Hamesha Khush Rehne Ka To Dekho Dekh Lo Aa K Meri Ankhon Ko Dekho Tum Yeh Kitni Shokh Lagti Hain Mere Chehre Ko Dekho Tum Kitna Pur Sqoon Lagta Hai Koi B Ghm Agar Aye To Use Hans Kar Saha Maine Magr Ik Baat Hai Agar Kbhi Jo Fursat Mil Jaye To Meri Shayri Prhna Tumhein Mehsoos To Hoga Kahin Talkhi Bhara Lehja Kahin Pe Sard Sa Lehja Main Bazahir To Khush Hoon Par Mere Lafz Rotein Hain

It Hearts When Heart Breaks

It Hearts When Heart Breaks
It Breaks Whn Luv Leavez
Ur Life Just Freezez
It Gives Invisible Brusises
Ur Feelings Get Shaterred

Achha Hai Mujhe Intjar Nahi Hai Tumhara,

Achha Hai Mujhe Intjar Nahi Hai Tumhara,
Tumto Kabhi Na Aane Ke Liye Gaye Ho,
Tumhari Kuchh Yaade Hai Mere Pass,
Sirhane Ke Niche Dabi Padi,
Dil Ke Ek Kone Mai,
Abki Aana To Le Jana Wo Sab ,
Jo Bikhra Bikhra Pada Hai Tumhare Na Hone Se,
Mere Jehan Se Apni Yaad,
Mere Dil Ki Wo Fariyaad,
Tumhari Kahi Hui Har Ek Baat,
Tumhare Dwra Di Hui Tumhari Har Ek Saugat,
Aur Aansuo Ki Dhero Katrane...........

Friday, 5 June 2015

Duriya Asani Se Mitati H SharaB

Duriya Asani Se Mitati H SharaB
Majburiyo K Nase Me Nasati H SharaB

Aansuyo K Mila De Tu Apne Hr Ek Jam M
Fir Dekh Kese Yado Ko Or Krib Lati H SharaB

Thak Suke H Jo Is Duniya K Sitmo S
Unhe Do Pal K Raht Dilati H SharaB

Pankh LgaKr Aasman M Ud Jate H Jo Panchi
Do Ghoot M Unhe Baho M La Skti H Sharab

Jis Ka Hath Sari Duniya Chhod Deti H
Unke Hatho M Aksar Payi Jati H Sharab

Kabhi B Apne Gamo Ko Bhulana Ho To Kh Dena
Kitne B Bade Gum M Kisiko B Hasati H Sharab