Ads by HostGator

Showing posts with label shayri sms. Show all posts
Showing posts with label shayri sms. Show all posts

Friday, 17 July 2015

Baithe hain tere khayalon mein, Kagaz pe likha hai tera naam

Baithe hain tere khayalon mein,
Kagaz pe likha hai tera naam,
Kagaz pe teri tasveer laga ke,
Llikha hai yeh paigam,
Zinda ya murda pakadane wale ko,
Milega 50000 ka inaam.

Friday, 3 July 2015

A sad shayri story

एक लडका और लडकी दौनौ आपस मे
बहुत
प्यार
करते थे
पर कुछ परोब्लम कि वजह से लडकी
Shadi Kahi Or HO Jati
Hai..
....
तो लडका क्या कहता है....
...
आज 'दुल्हन' के लाल जोडे मे,
उसे उसकी 'सहेलियाँ' ने सजाया
होगा,
•••
मेरी 'जान' के गोरे हाथोँ पर,
सखियाँ ने 'मेँहन्दी' को लगाया
होगा,
•••
बहुत गहरा छडेगा 'मेँहन्दी' का रगँ,
उस 'मेँहन्दी' मे उसने मेरा 'नाम'
चुपाया
होगा,
•••
'रह-रह' कर रो पडेगी,
जब-जब उसको मेरा 'ख्याल' आया
होगा,
•••
खुद को देखेगी जब 'आईने' मे,
तो 'अक्शँ' उसको मेरा भी 'नजर' आया
होगा,
•••
लग रही होगी 'बाला' सी सुन्दर
वो,
आज देखकर उसको 'चाँद' भी शरमाया
होगाँ,
•••
आज मेरी 'जान' ने अपने 'माँ-बाप'
की इज्जत
को बचाया होगाँ,
उसने 'बेटी' होने का हर फर्ज निभाया
होगा,
•••
'मजबुर' होगी वो सबसे ज्यादा,
सोचता हुँ किस तरह 'खुद' को समझाया
होगाँ,
•••
अपने 'हाथोँ' से उसने,
हमारे 'प्रेम' के खतोँ को जलाया
होगाँ,
•••
खुद को 'मजबुत' बना कर उसने,
दिल से मेरी 'यादोँ' को मिठाया
होगा,
•••

Saturday, 20 June 2015

Ab tery mery bech zara fasla bh ho" Ham log jab Melin to koi dosra bh ho"

Ab tery mery bech zara fasla bh ho"
Ham log jab Melin to koi dosra bh ho"
Tu janta nai meri cahatsh ajeeb hay"
Moj ko mana raha hay kabhe khud khfa bh ho"
Tu bewafa nai magar be-wafai kar"
us ki nazar men rahny ka koch silsala bh ho"
C'hup chap us ko beth ky Daykhun tumam rat"
Jaga howa bh ho koi soya howa bh ho"

Us ky leye tu mein ny yahan tak Duayn kien"§
Meri tarah sy koi uye cahata bh ho.

Itna toota hon k chonay se bikher jaon ga

Itna toota hon k chonay se bikher jaon ga


Ab agar aur azmao gay to mar jaon ga''


Phool reh jain gay faqat guldanoon ki nazar''


Main to khushbo hoon hawaoon main bikher jaon ga''


Eik aarzi musafar hon main teri kashti main.''


Tu jahan muj se kahay ga main uter jaon ga''


Hath pukro gay to saya ban k sath rahon ga.''




Hath choro ge to hamesha k liye bicher jaon ga.''






Mojhe to yad thy sab ghm shmar karta raha

Mojhe to yad thy sab ghm shmar karta raha
''Khzan ny aa lea jab bharr karta raha''
MOJHE MALOM THA AB NAHEN AYE GA WO
''Mein be waja us ka inthzar karta raha''
Woh Mojhy khyab daykhata raha ohnch ohnch
''Mein bh pagal tha ky bas atbar karta raha''
Is sy bhr kar bh bhla or satam kia ho ga 'sham'
Mein yahan rota raha woh sanghar karta raha.'

Har Khushi Mil Jay App Ko

Har Khushi Mil Jay App Ko
Har Dua Lag Jay App Ko
Har Hussan Saj Jay App Ko
Har Wada Yakeen Dey App Ko
Har Ghum Bhula Dey App Ko
Dil Ke Arzoo Hai Kise Tarha Bhool Jawo App Ko

Na Kuch Dey Saka To Dua Dey Jawo App Ko..!

Ghum Itna Saha Nahi Jata

Ghum Itna Saha Nahi Jata
Mehboob Bina Raha Nahi Jata
Taqlefoo Ma Aahay Barte Chali Jati Hai
Mehboob Bina Zindagi Ghatee Chali Jate Hai

Door Ho Kar Be Mery Kitnay Pas Ha Tu

Door Ho Kar Be Mery Kitnay Pas Ha Tu
Meray Dil Ma Chupa Ek Ehsas Hai Tu
Hai Kya Khaber Ka Kitna Mery Liya Khas Ha Tu
Jena Ko Zindagi Ma Bache Aakhri Sans Ha Tu...!

Judai Aapki Rulati Rahegi,

Judai Aapki Rulati Rahegi, Yaad
Aapki Aati Rehegi, Pal
Pal Jan Jati Rahegi, Jab
Tak Jism Mein Hai Jaan
Har Saans Dosti Nibhati Rahegi.

Dil Sapno Se Houseful Hai

Dil Sapno Se Houseful Hai, Pure
Honge Ye Doubtful Hai, Is
DuniyaMe Har Cheez Wonderful
Hai, Par Zindagi Aap
Jaise Dosto Se Colourful Hai.!

Ristone Har Kadam Pe Imtihan Liya

Ristone Har Kadam Pe Imtihan
Liya, Tanhai Ne Har Mod Par
Dhoka Diya, Fir Bhi Kismat Se
Sikayat Nahi, Kyuki Isi Kismat
Ne Aap Jaisa Dost BHi To Diya!

Woh Zindagi Hi Kya Jis Mein Friendship Nahi

Woh Zindagi Hi Kya Jis Mein
Friendship Nahi, Woh Friendship
Hi Kya Jis Mein Yaadein
Nahi, Woh Yaadein Hi Kya Jis
Mein Tum Nahi, Aur Woh Tum
Hi Kya Jis Ke Saath Hum Nahi!

Is Dost Ki Zindagani Aap Se Hai!

Meri Dosti Ki Kahani Aap Se
Hai, In Saanson Ki Rawani
Aap Se Hai, Ae Dost Muje
Kabhi Bhula Na Dena, Is
Dost Ki Zindagani Aap Se Hai!

Dosti Hi Yaha Not For Sale Hai!

Milna Bichadna Sab Kismat Ka
Khel Hai, Kahi Nafrat Kahi
Dilo Ka Mel Hai, Bik Jata Hai
Har Rishta Duniya Me, Sirf
Dosti Hi Yaha Not For Sale Hai!

Mushkil Me Chahe Sath Na Dena

Mushkil Me Chahe Sath Na Dena,
Umrabhar Chahe Unse Mulakat
Na Dena, Par E-Khuda, Dil
Todna Pade Dost Ka, Aise
Zindgi Me Kabhi Haalat Na Dena!

Thursday, 11 June 2015

Aik DOLI Aik JANAZA Takra Gaye,

Aik DOLI Aik JANAZA Takra Gaye,
Dekhne Wale B Chakra Gaye,

Uper Se Awaz Aayi Ye Kisi Vedai Hai Mehbob Ki DOLI Ko Dekhne Yaar Ki MIYAT Aayi Hai

Sunday, 7 June 2015

Yehi Wada Lia Tha Na Hamesha Khush Rehne Ka To Dekho

Yehi Wada Lia Tha Na Hamesha Khush Rehne Ka To Dekho Dekh Lo Aa K Meri Ankhon Ko Dekho Tum Yeh Kitni Shokh Lagti Hain Mere Chehre Ko Dekho Tum Kitna Pur Sqoon Lagta Hai Koi B Ghm Agar Aye To Use Hans Kar Saha Maine Magr Ik Baat Hai Agar Kbhi Jo Fursat Mil Jaye To Meri Shayri Prhna Tumhein Mehsoos To Hoga Kahin Talkhi Bhara Lehja Kahin Pe Sard Sa Lehja Main Bazahir To Khush Hoon Par Mere Lafz Rotein Hain

Kabi Us Ka Chehra Gulab Hua Karta Tha

Kabi Us Ka Chehra Gulab Hua Karta Tha" 
Sub Ki Nzron Ka Wo Khuwab Hua Krta Tha"
Chand Sitare Us K Samne Maand Prte The" 
Wo To Khud Mehtaab Hua Krta Tha" 
Lehja Esa Tha JeseKhilti Hui Kali" 
Apni Baton Me Ao La-Jawab Hua Krta Tha" 
Phir Yun Hua Use Ishq Ho Gya Kisi Say" 
Mohabt Lafz Jis K Liye Mazak Hua Krta Tha" 
Phir Tot K Bikhra Esa K Sambhal Na Paya Wo Jo Apni Misal Ap Hua Krta Tha"
Ab Tanhai K Andheron Main Kahin Gum Ha" Wo Ek Shaks Jo Aftab Hua Krta Tha

Achha Hai Mujhe Intjar Nahi Hai Tumhara,

Achha Hai Mujhe Intjar Nahi Hai Tumhara,
Tumto Kabhi Na Aane Ke Liye Gaye Ho,
Tumhari Kuchh Yaade Hai Mere Pass,
Sirhane Ke Niche Dabi Padi,
Dil Ke Ek Kone Mai,
Abki Aana To Le Jana Wo Sab ,
Jo Bikhra Bikhra Pada Hai Tumhare Na Hone Se,
Mere Jehan Se Apni Yaad,
Mere Dil Ki Wo Fariyaad,
Tumhari Kahi Hui Har Ek Baat,
Tumhare Dwra Di Hui Tumhari Har Ek Saugat,
Aur Aansuo Ki Dhero Katrane...........